Tu Hai Shikhar
SO

Tu Hai Shikhar 歌词

流派World Music
时长3:56
原文语言SO
浏览量326
Aa阅读设置
文字大小 18

原文歌词

SO
暂时没有翻译,当前显示原文歌词。
[aalaap...] (la,la,la,la,la,la.. la,la,la,la,la.. la,la,la,la,la,la,la)-2 neele neele aasmaa me tu hai, naazo si kaliyon me tu hai, dharti ki halchal me tu hai, jeevan ke har pal me tu hai, (hey ishwar tu jaane yahaan kya hai kiska shikhar)-2 (tu hai mann ki shakti, asha hai sabki, tu hi sabka saathi re)-2 hmmmmmmmmmm... sooraj ki garmi me tu hai, hawaayon ki narmi me tu hai, behate huye jharno me tu hai, panchhi ki udaano me tu hai, haan sab dhoondhte hain yahaan apna apna shikhar, hey ishwar tu jaane yahaan kya hai kiska shikhar. (tu hai mann ki shakti, asha hai sabki, tu hi sabka saathi re)-2 hmmmmmmmmmmm... anand ki har saans tu hai, pal pal ki ik aas tu hai, sab door hai paas tu hai, jag dhoop hai chhanv tu hai, hum pehchaane kaise niraakaar tera shikhar, hey ishwar tu jaane yahaan kya hai kiska shikhar. hey ishwar tu hai sabki raahon ka saccha shikhar... shikhar.

更多 Jagjit Singh

Jagjit Singh →

相关歌词