Jaadu Bhari Aankhon Waali
德语

Jaadu Bhari Aankhon Waali 歌词

流派Alternativo Indie
时长4:51
原文语言德语
浏览量334
Aa阅读设置
文字大小 18

原文歌词

DE
暂时没有翻译,当前显示原文歌词。
Mujhko jab aise dekhti ho tum Rang bhar jaate hai fizaaon mein Kasmasaati hai aarzoo dil mein Geet ghul jaate hai hawaaon mein Jaadu bhari aankhon waali suno - 2 Tum aise mujhe dekha na karo - 2 Jaadu bhari aankhon waali suno - 2 Tum aise mujhe dekha na karo - 2 (Phir main koi umeed karoon Phir mujhe koi armaan ho) - 2 Tum shaayad meri ban jaao Phir dil ko aisa gumaan ho Par aisa na hota achha hai In baaton mein kya rakha hai Mujhko aisi umeed na do Jaadu bhari aankhon waali suno - 2 Tum aise mujhe dekha na karo - 2 (Phir dhadkan mein tum bas jaao Phir koi ghazal main gaaoon) - 2 Phir chaand mein tumko main dekhoon Phoolon mein tumko paaoon Par aisa na hota achha hai Iska anjaam jo hota hai Voh dard hi deta hai dil ko Jaadu bhari aankhon waali suno - 2 Tum aise mujhe dekha na karo - 2

更多 Udit Narayan

Udit Narayan →

相关歌词